Blogger Par Naya Template Upload Kaise Kare

Waise to blogger par already bahut se template mojud hai lekin aap koi dusri site se template downlaod karke  bhi blogger par upload kar sakte hai aur us template ko apne blog par set kar sakte hai,
Internet par aisi bahut si websites hai jo blogger ke liye free aur paid dono tarah ke tempalate download karne ki suvidha deti hai.
Is se pahle ki aap blogger par template upload kare apne pichle template ka back up jarur bana le.

Blogger par template upload karne ke liye sabse pahle aap template downlad kariye, uske baad blogger account par jakar template par click kare.
Blogger Par Naya Template Upload Kaise Kare
Blogger Par Naya Template Upload Kaise Kare

Backup/Restore button par click kare waha par choos file ka option aayeha uspar click karke jo template aap use karna chahte hai select karke Upload button par click kar de.